Tuesday, April 29, 2008

Saawariya (2008) - Hindi Songs Lyrics



Saawariya is a Bollywood film based on Fyodor Dostoevsky's short story, "White Nights". Directed by Sanjay Leela Bhansali, the film was released by Sony Pictures Entertainment on November 9, 2007 and has thus become the first Indian movie to be co-produced and distributed by a Hollywood production house.

It is amongst the first Bollywood movies to be released on Blu Ray.The stars are Ranbir Kapoor (Rishi Kapoor and Neetu Singh's son), Sonam Kapoor (Anil Kapoor's daughter), Salman Khan, and Rani Mukerji, with veteran actresses Zohra Sehgal and Begum Para in supporting roles.

Directed by Sanjay Leela Bhansali
Produced by Columbia Tristar & SLB Films
Written by Prakash Kapadia
Starring Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Salman Khan, Rani Mukerji, Zohra Sehgal, Begum Para
Music by Monty Sharma, Sanjay Leela Bhansali
Cinematography Ravi K. Chandran
Editing by Sanjay Leela Bhansali
Release date(s) November 9, 2007
Language Hindi/Urdu and English
Budget 40 Crore INR 10.18 Million USD

Saawariya Movie :: All Songs Lyrics

[+/-] 01. Saawariya - Chhail Chhabeela

01. Chhail Chhabeela
chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila
roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela
chhabeela rangila hatila rasila la la la sajila
hatila pejaama hai dheela o o o o o......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2
suno jamila katila aise tan ko jalaaye ke o o o.......
ang sajila dekho, rang rangila dekho - 2, bijuri mujhpe giraaye
ke o o o....ke o o o....ke o o o.......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye

tu na jaane na na na na tu tu tu tu - 2
tu na jaane, tu na jaane, hai yeh pyaar kya
are bekadar tujhe na khabar - 2, haal dard-e-dil ka
dono jahaan le, chaahe toh jaan le
rab ka hai waasta kehna toh maanle o o o o.....
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye
suno shakila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o.......

aaja aaja aa aa aa aaja aaja, aaja aaja ye aaja aaja
aaja aaja ab toh aaja rasta modake
tujhe hai kasam are bereham - 2 kar na sitam aise
pehlu se chhut ke bikharu main toot ke
bedard baalama na ja yuun roothke ke o o o.......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2
suno ramila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o.......
chhail chhabeela rang rangila badan katila o rasila
roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela
chhabeela rangila katila rasila
sajila hatila pejaama hai dheela
kitna sad aur kitna akela
X Close


[+/-] 02. Saawariya - Jaan-E-Jaan Iss

02. Jaan-E-Jaan Iss
jaan-e-jaan iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho-2
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho
dil na dukhaaoge, ab dur jaayoge na
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho

tum meri aarjoo ho, tum mera pyaar ho
pal pal kiya hai jisaka woh intzaar ho
puchho na kitni shiddat se tumako din raat main chaahata hoon
apani duwa mein rab se hamesha main tumako hi maangata hoon
tumako maangata hoon
dil na dukhaaoge, ab dur jaayoge na
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho

dekhe bagair tumako aata nahin hai karaar
ji chaahata hai tumse milane ko baar baar
deewaanagi ki had se bhi aage jaana gujarana jaanu
dekhi khudaai seh ke judaai main (tanha mar na jaanu - 2)
dil na dukhaaoge, ab dur jaayoge na
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho
X Close


[+/-] 03. Saawariya - Jab Se Tere Naina Mere

03. Jab Se Tere Naina Mere
laage re laage re laage laage re nayanwa laage re laage re - 2
jab se tere naina mere naino se laage re - 2
tabse deewaana huwa, sabse begaan huwa
rab bhi deewaana laage re - 2 ho o o o.... - 2
jab se tere naina mere naino se laage re

deewaana yeh toh deewaana laage re - 2
ho o o jabse mila hai tera ishaara tabse jagi hain bechainiya - 2
jabse huyi sarghoshiya tabse badhi hai madhoshiyaan
jabse jude yaara tere mere mann ke dhaage re
tabse deewaana huwa, sabse begaan huwa
rab bhi deewaana laage re - 2

jabse huyi hai tujhse sharaarat, tabse gaya hai chain o karaar - 2
jabse tera aanchal dhala, tabse koi jaadu chala
jabse tujhe paaya yeh jiya dhak-dhak bhaage re
tabse deewaana huwa, sabse begaan huwa
rab bhi deewaana laage re - 2 ho o o o....
jab se tere naina mere naino se laage re....
X Close


[+/-] 04. Saawariya - Maasha Allah

04. Maasha Allah
allah allah......

(gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho
dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho
maasha allah, maasha allah, maasha allah.....) - 2

tum saba ho ya ghata ho kehkasha ho saayba ho
subah ki pehali kiran ki jaisi, bebaak alhad pawan ki jaise
khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur
maasha allah, maasha allah, maasha allah.....

tum haya ho, tum rida ho, tum wafa ho, tum nasha ho
khaamosh nazarein sada jaisi tumhaari baatein duwaayon jaisi
har nafas mein tum samaayi ho phit bh ho itani door
maasha allah, maasha allah, maasha allah.....
gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho
dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho
maasha allah, maasha allah, maasha allah....
X Close


[+/-] 05. Aasmaan Se Pari Aayegi

05. Aasmaan Se Pari Aayegi
are he ek din aasmaan se pari aayegi
he he he lautake phir na waapas kabhi jaayegi
are he usaki khaamosh aahat ko sunata hoon main
raat din, har ghadi, lamha lamha intzaar hai usika
ek din aasmaan se pari aayegi

phoolon se woh aashana kaliyon se hogi narm woh
dekhunga jab main use mujhse karegi sharm woh
sharmaake naajuk ada se, ghabaraake behaki haya se
julfon ki bheegi ghata se, honton ki sehami sada se
mere dil pe kayaamat si woh odh aayegi, aayegi
he he he ek din aasmaan se pari aayegi
he he he lautake phir na waapas kabhi jaayegi
are he usaki khaamosh aahat ko sunata hoon main
raat din har ghadi lamha lamha intzaar hai usika
chaahat ki chunar sajaake
khaabon ki mehendi rachaake
nazaron ke najdik aake
in faasalon ko mitaake
woh dulhan bhi tere pyaar ke ? aayegi, aayegi
he he he ye ek din aasmaan se pari aayegi
X Close


[+/-] 06. Saawariya Saawariya

06. Saawariya Saawariya
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya

doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake
le jaayega ek roj tera udaake jiya
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya

palko ke shaamiyaane mein, khaabon ke har thikaane mein
teri hi parchhayiyaan hai, tu toh har lamha yaadon mein hai
teri khaamosh pehali nazar ka deewaana bana
saawariya o ho ho, saawariya ye he he, saawariya aa ha..ho saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega
(saawariya i waana be your date tonight
saawariya you gonaa be my princess tonight
saawariya ???
ho saawariya ???) - 2
X Close

4 comments:

Jab Se tere Naina said...

I love Jab Se tere Naina lovely Song lovely Lyrics.
http://hindilyricsongs.blogspot.com/2010/10/jab-se-tere-naina-lyrics-saawariya.html

Anonymous said...

Well done. Really pleased with the quality of the information presented. I expect that you keep up with the outstanding job accomplished.
hollywood fl locksmith
Plantation locksmiths
Saratoga locksmith
Palo Alto locksmith
Fremont locksmith
Locksmith Milpitas CA
locksmith miami
aventura locksmith
locksmith in hialeah
Locksmith Mesquite
mesquite tx locksmith
pembroke pines locksmiths
aventura locksmith
locksmith irvine ca
locksmith pembroke pines
plano tx locksmith
hialeah locksmith
pembroke pines locksmith
aventura locksmith
miami beach locksmiths
Aventura FL locksmith
Hialeah FL Locksmith
locksmith Aventura FL
locksmith aventura
locksmith plano
locksmith hialeah

Glamour.Raafatrola said...

this is an excellent song.
Regards
Bollywood Lyrics

Anonymous said...

A broad suitableness program tailored to an own resolve unquestionably nave on sole or more clear-cut skills, and on age-[3] or health-related needs such as bone health.[4] Innumerable sources[citation needed] also cite loony, social and heated strength as an substantial part of total fitness. This is regularly presented in textbooks as a triangle made up of three points, which reproduce solid, poignant, and loony fitness. Incarnate fitness can also prevent or act towards multifarious long-lived well-being conditions brought on by unhealthy lifestyle or aging.[5] Working discernible can also serve people sleep better. To live robust it is notable to agree in material activity.
Training

Unequivocal or task-oriented [url=http://www.pella.pl]fitness[/url] is a actually's ability to perform in a specific activity with a reasonable know-how: for case, sports or military service. Spelled out training prepares athletes to appear as fully in their sports.

Examples are:

400 m sprint: in a sprint the athlete requirement be trained to work anaerobically all the way through the race.
Marathon: in this what really happened the athlete have to be trained to work aerobically and their endurance must be built-up to a maximum.
Many alight fighters and the cops officers subject oneself to regular fitness testing to determine if they are skilled of the physically taxing tasks required of the job.
Members of the Partnership States Army and Army Native Watchman must be masterly to pass the Army Material Fitness Try out (APFT).